"Aye
Dost tu itna badkalam na ho
ki kabhi karib
se gujrae to dua-salam na ho
Dil mai haazaar
gila shikva ho Magar Yeh nahi mumkin
Tum aao mere
ghar mein aur ahitram na ho
Haazaar Dusmani
Ho tumse,magar Khuda karen
Dil mein kabhi
ahsaa..sen intekam na ho "
Tujhe Kisi Aur
Ke Dil Mein Dekh,
Mein Khuda Se
Karne Gaya Fariyad,
Kya Karen,
Kambakhat Khuda Bhi
Tumhara Chaahane
wala Nikla.
Saamne baithe
raho dil ko qaraar aa'aegaa
Jitnaa dekhenge
tumheiN utnaa hi pyaar aa'aegaa
MaiN jo
sochuNgaa tumheiN aur saMvar jaa'ogi
Phool se chehre
pe kuchh aur nikhaar aa'aegaa
Ab bichhadne ka
ehsaas zaraa kam hai mujhe
Jane phir laut
ke kab daur-e-bahaar aa'aegaa
Meri dhadkan
meiN baso tum meri saaNsoN meiN raho
Bus yehi lamhaa
har ik karz utaar ja'aegaa
Jitnaa dekhenge
tumheiN utnaa hi pyaar aa'aegaa...
logon Se Sunthe
The Ki Ishq Andhaa Hua Karta Hai
Lekin Ab Jana Ki
Yeh Bewafaon Ka Dhandha Hua Karta Hai
Ishq Mein Dil
Diya Hai Jaan Nahi Denge
Dil Ke Badle Dil Liya Hai Mehboob Ki Jaan Kaise Lenge
Jism
Tumse Door Hai Par Ruh Tumhare Paas Hai
Mil Nahi Sakta
Hoon Tumse Phi Bhi Milne Ki Aas Hai
Tumhare Aaghosh
Mein Guzaare Jo Lamhe
Unhe Yaad Karke
Dil Udaas hai
Jannat Ki Hoor
Kahoon Ya Chaand Ka Noor Kahoon
Guloon Ki Mehak
Kahoon Ya Pakshiyon Ki Chehak Kahoon
Kahan Se Laon
Alfaaz Jo Teri Taareef Mein Kahoon
Woh Kehte Hain
Mat Piyo Itna , Behosh Ho Jaoge
Kaun Unhe Samjhaaye, Hum To Pee Ke Hosh Mein Aate Hain
Humne bhi pyar
kiya tha jindgi main,
badi joshh ke
sath !
Humne bhi pyar
kiya tha jindgi main,
badi shhor ke
sath !
Aab hum pyar
karenge badi soch ke sath !
Kyon ki usey kal
shamko dekha kisi aur ke sath !
kash
in hasinao ke baap mar jate,
bahana
gham ka hota, hum inke ghar to aate.
Bewkoof,
Yeh bolana bhi paap hoga,
kisi
din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.